Agar aap mere hote

This entry was posted by Tosha on Sunday, 23 November, 2008 at

 

अगर आप एक टेडी बेर होते
तो पास आपने रख लेती
डाल की आपनी झोली में
संग आपने ले चलती

सुबहो शाम देती एक प्यारा सा किस
काहेती मिस्टर हूँ मैं तेरी मिस
हग कर के रोज़ रात को
संग आपने सुलाती

काश आप बार्बी डॉल होते
तो आपने शो केस में रख लेती
देखा के आपने दोस्तों को
खूब बोस्ट किया करती

जब खेलती सखिया घर घर
तो आपना दूल्हा बना लेती
हलवा पूरी बना के रोज़
आपने दूल्हे राजा को देती

अगर आप मेरे डॉग्गी होते
तो चैन से बनाध के रखती
कान पकड़के कीचती
और खूब प्यार करती

अगर आप होते मेरे PC
तो दिन रात आप को देखती
चाहे मामा कितना दट्ती
आप से ही बाते करती रहेती

पर आप हो एक हक़ीक़त हो
आप को दिल हूँ दे बती
पा नही सकती तो क्या
यह दोस्ताना नही टूटने दूँगी

***

agar aap ek tedy bear hote
to pass aapne rakh leti
daal ki aapni jholi mein
sang aapne le chalti

subaho sham deti ek pyaara sa kiss
kaheti Mr hun main teri MISS
hug kar ke roz raat ko
sang aapne sulati

kash aap barbi doll hote
to aapne show case mein rakh leti
dekha ke aapne doston ko
khub bost kiya karti

jab khelti sakhiya ghar ghar
to aapna dulha bana leti
halwa puri bana ke roz
aapne dulhe raja ko deti

agar aap mere doggi hote
to chain se banadh ke rakhti
kaan pakdke keechti
aur khoob pyaar karti

agar aap hote mere PC
to din raat aap ko dekhti
chahe mama kitna datti
aap se hi baate karti raheti

par aap ho ek hakiqat ho
aap ko dil hun de bathi
paa nahi sakti to kya
yeh dostana nahi tutne dungi

  • Share/Bookmark

Related posts:

  1. Collection of Sher on Ankhen
  2. Ishq Sher Collection
  3. -Errade Mere-

2 Comments to Agar aap mere hote

  1. byadav

    byadav says:

    December 25th, 2008 at 10:03 am

    Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
    Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
    Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
    us ke bina jiya nahi ja sakta.

    Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
    Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
    Jee lo ye pal jab humsath hai
    kal ka kya pata, waqt kahan le jayega

    Bada nayab hai ye rishta isey tod na dena,
    Tufaano me tanha dost ko chhod na dena.
    Jo ho jaaye kabhi bebas waqt ke haatho,
    Toh apni yaado ke rukh humse mod na dena

  2. upma singh

    upma singh says:

    July 15th, 2009 at 8:33 pm

    i wish ki sachiiiiii me mera babu mera tedy bear hota..

Leave a comment

TopOfBlogs
Poetry, Kavita, Indian Shayari, Desi Shayari, Dard Shayari, Ishq Shayari, English Shayari, Sher o Shayari, Dosti Shayari, Inspirational, philosophical, articles, Stories, Love, Romance, SMS, txt messages Entertainment Blogs