
उन्हे हम ने रोका बहुत, चाहा लुभाना बहुत,
सोचा एक बार वो मेरे हो जाए बस
जान के भी की वो चाहते किसी और को है,
चाहा चाहते मेरी वो भाप जाए बस
***
Unhe hum ne rokna chaha bahut, chaha lubhana bahut,
Socha ek bar vo mere ho jaye bas
Jaan ke bhi ki voh chahate kisi aur ko hai
Chaha chahte meri voh bhap jaye bas
Tags:
deewangi,
dil,
dil piyar,
HINDI Shayari,
Indian poetry,
indian shayari,
ishq,
ishq shayari,
Love,
love shayari,
lover,
mohabbat,
mohabbet,
original shayari,
Poetry,
pyaar,
romantic shayari,
sad shayari,
Shayari,
sher dil,
Sher-o-Shayari,
Wonders of Love Category:
HINDI Shayari,
Khumar -e- Ishq,
Sher
Mehfil ko OMI ka aadaab,
Aaap logoN k samne kuch nayee aashar rakh raha huN aur ummed karta huN ki kuch naya likhne ki koshish me maine inke ehsasooN ke sath koi ched-chd nahi ki hai.. Ummed karta hun ki meri koshish aap logo ko pasand aayegi..
Aapke comments ka intezaar rahega..
SukriyaaH..!
Regard
OMi
>> Pahale pyar ka Pehala nasha..
——————————————-

——————————————-
Uss Pahale pyar ka
Pehala nasha…
Mujhko toh bada hii
Dilkash lagaa !!
Read the rest of this entry »

मुझसे चिपक सा गया है,
वो एक साया है
मुझे निगल रहा है
वो तो माया है
मेरी ही परछाई है
कभी जुदा होते ना देखा है
सुबहा दुगनी शाम चौगनी
सिर्फ़ दोपहेर हो सिमटता है
अंधेरे में रहेने दो मुझे
वो सिर्फ़ काली रात में लुप्त होता है
***
Mujhse chipak sa gaya hai,
Voh ek saya hai
Mujhe nigal raha hai
Voh to maya hai
Meri hi parchai hai
Kabhi juda hote na dekha hai
Subha dugni sham chaugani
Sirf dopaher ho simatta hai
Andhere mein rahene do mujhe
Voh sirf kali raat mein lupt hota hai
Tags:
Dard,
Dard Shayari,
HINDI Shayari,
Indian poetry,
indian shayari,
sad shayari,
Shayari,
Sher-o-Shayari,
sorrow,
Zindgi-e-dastan Category:
HINDI Shayari,
Shayri-e-Dard
Kuch log aapne ishq ka bayan karne se darte haiN, aur jab baat hath se nikal jati hai to malal karte hai.. mere aaise
dosto ke liye meri taraf se yeh samjhaish pesh haiN..
Jara gaur farmaiyega..
Read the rest of this entry »

@ kab tak chupke baithoge
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kab tak chupke baithoge andheron meiN
aab kar himmat ghar se apne nikal aao
haiN kuch adhure khawab apni zindagi ke
aaj fir haiN mauka unhe puree kar jao Read the rest of this entry »

@ Kuch dard aaise bhi…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
thahar gaya tha koi waQt ki nishani ban ke
wo bhi beh gaya aaj aakhooN ka pani ban ke Read the rest of this entry »

*Pic by Tosha*
जाते जाते मेरा आँगन महका गये|
अपनी दीवानगी का रंग छलका गये|
क्या मिलेगा कोई जो इस कदर मोहब्बत करे
तेरे निशान इस रूह में है समा गये||
Read the rest of this entry »