Archive for category Dard -e- Bewafai

>> Chhoti-Chhoti khwahishoN par marta haiN..

Posted by OMi on Sunday, 24 January, 2010

Mehfil ko OMI ka aadaab,

Aaap logoN k samne kuch nayee aashar rakh raha huN aur ummed karta huN ki kuch naya likhne ki koshish me maine inke ehsasooN ke sath koi ched-chd nahi ki hai.. Ummed karta hun ki meri koshish aap logo ko pasand aayegi..

Aapke comments ka intezaar rahega..

SukriyaaH..!

Regard

OMi

——————————- Read the rest of this entry »

Kuch dard aaise bhi…

Posted by OMi on Sunday, 22 November, 2009

cheats
@ Kuch dard aaise bhi…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


thahar gaya tha koi waQt ki nishani ban ke
wo bhi beh gaya aaj aakhooN ka pani ban ke Read the rest of this entry »

Jisse hum ne chaha

Posted by Anita Das on Thursday, 29 October, 2009

411258341_65d2624b5f
ज़िंदगी है, है तकदीर हमारी, दीवानी है,
है थोड़ी निराली, क्या शिखवा हम करे|
जिसने चाहा हम को उससे चाहा न सके, Read the rest of this entry »

> mukammal pyar nahi milata..( ghazal )

Posted by OMi on Thursday, 15 October, 2009

The_dying_rose____by_DealingHeart

Har raat ko chaand ka sringar nahi milata
Har dali ko phooloN ka pyar nahi milata

.

Armaan bahut hoote hain iss dil meiN par
Har kisi ko man chaha sansar nahi milata

Read the rest of this entry »

” Zindagi ek chhalawa haiN.. ”

Posted by OMi on Tuesday, 13 October, 2009

life

Tuu kya haiN, kya nahi yeh kaun jane

dur baithi cheezoN ko kauN pehchane

jo barso sath rahate haiN ban k apne

wo bhi pal meiN hoo jate haiN anjane


Read the rest of this entry »

> Kabhi aanshu-kabhi khooN..

Posted by OMi on Saturday, 10 October, 2009

sad

क्या मचलता रहा..? कौन फिसलता रहा..?
था दर्द जो सिने में आँखों से छलकता रहा
हम बुत से यूह खड़े सब देखते रहे और ..
टूट कर आशियाँ ज़र्रा – ज़र्रा बिखरता रहा  !! Read the rest of this entry »

Teri bewafai

Posted by Anita Das on Friday, 9 October, 2009

sad flower

साँसे अटक रही है, धड़कन तड़प रही है
गुब्बर उठता है थामता है, आँखें छलक रही है|
सादिया बीत गई इस दिल ने करार न पाया Read the rest of this entry »

>> Mere Ajeez sher/shyari..

Posted by OMi on Wednesday, 7 October, 2009

ek_hasheen_khawab

1.

thahar gaya tha koi waQt ki nishani ban ke
woh bhi beh
gaya aaj aakhooN ka pani ban ke

ek umar se sambhala tha humne jo dariya
baha le
gaya woh use ek raat tufaani ban ke…..

—————————————– Read the rest of this entry »

TopOfBlogs
Poetry, Kavita, Indian Shayari, Desi Shayari, Dard Shayari, Ishq Shayari, English Shayari, Sher o Shayari, Dosti Shayari, Inspirational, philosophical, articles, Stories, Love, Romance, SMS, txt messages Entertainment Blogs