Collection of Sher on Yaad-Judai

This entry was posted by Tosha on Monday, 26 May, 2008 at

yaaden

1.
तेरी याद में आँख भर आई
तन्हाइयो से भारी यह जुदाई
तू न आया तेरी याद चली आई
इस दिल को बहाल करने थी आई

*
teri yaad mein ankh bhar aayi
tanhaiyo se bhari yeh judai
tu na aaya teri yaad chali aayi
is dil ko behal karne thi ayi

2.
आज तेरी कहानी फिर याद आई
आज आपनी जवानी फिर याद आई
उठी थी तेरी डॉली और मेरा जनाज़ा
आज ज़िंदगी के ज़ुल्मो के रुसवाई याद आई

*
Aaj teri kahani phir yaad aayi
aaj aapni jawani phir yaad aayi
uthi thi teri doli aur mera janaza
aaj zindgi ke zulmo ke ruswai yaad aayi

3.
तुझे याद नही आती यह भी सही
पेर मेरी मोहब्बत में क्या कमी रही
तनहा बैठे तेरे खुवब देखा करती हूँ
बस तेरी यादों के सहारे हूँ जी रही

*
Tujhe yaad nahi aati yeh bhi sahi
per meri mohabbat mein kya kami rahi
tanha baithe tere khuwab dekha karti hun
bas teri yaadon ke sahare hun jee rahi

4.
इस दिल मैं तू ही बस्ता है
सदा रहेता है दिल के करीब
मुझे छोड़ के जाने वाले
तेरी यादो के सहारे जीना मेरा नसीब

*
Is dil main tu hi basta hai
sada raheta hai dil ke kareeb
mujhe chod ke jaane wale
teri yaado ke sahare jeena mera naseeb

  • Share/Bookmark

Related posts:

  1. Tujhe yaad karte hai
  2. Sher on Judai-2
  3. ~ यादे ~
  4. Ishq Sher Collection
  5. Tere Bagair!!
  6. Zindgi atak se gai hai
  7. Teri bewafai
  8. ~ घर आजा तू सजना ~
  9. Aayega mera sajna
  10. 2 line Sher on Ishq
  11. Teri Ankhen
  12. Mohabbat mein sanam, main teri ho chali

No comments yet.

Leave a comment

TopOfBlogs
Poetry, Kavita, Indian Shayari, Desi Shayari, Dard Shayari, Ishq Shayari, English Shayari, Sher o Shayari, Dosti Shayari, Inspirational, philosophical, articles, Stories, Love, Romance, SMS, txt messages Entertainment Blogs