मेरा सनम मुझसे जो जुदा हुआ है
मेरा सनम मुझसे जुदा हुआ है
लगता है मुझसे ख़फा खुदा हुआ है
घिर घिर काले बदल आते है
लगे बरखा का राज शुरू हुआ है
अब भाता नही चिढ़या का संगीत
मन मेरा यूह बेचैन हुआ है
आजा पिया लगाले गले
तेरे बीन सुना संसार हुआ है
नीली छतरी वाले की अजब है रीत
दिलो का बंधन अनमोल दिया है
ताना बना मिलाया इस कदर
सोचने वाला अभी भी सोच रहा है
मेरा सनम मुझसे जो जुदा हुआ है
मुझसे ज़रूर ख़फा खुदा हुआ है
Related posts:




Amit says:
April 25th, 2007 at 4:33 pm
Samajh paoge nahi, reet duniya ki nirali hai,
Kabhi mehfil yahan saji, kabhi jeewan ye khali hai,
Kabhi apna lage koi, kabhi jag hi begaana ho,
Kabhi tanhai ke mele, kabhi har din diwali hai.
Maddhu says:
April 25th, 2007 at 5:55 pm
ख़ूब कहा आप ने दुनिया के रीत ही निराली है
एक तरफ़ काली गथा दूजी तरफ़ सिर्फ़ हरियाली है
कही है मीलो टपता सूखा रगिस्तान विशाल
तो कही घने जंगल के बीच भी आबादी है
Robin Chawla says:
April 27th, 2007 at 7:57 pm
I LUV U BETA………. GOD IS GREAT AND HE IS GOOD TO ALL. JUST BELEIVE IN YOURSELF AND I M JUST AWAY FROM YOU FOR GOOD. U KNOW… TAKE CARE OF YOURSELF…. AND I LUV U.
Tosha says:
April 27th, 2007 at 8:00 pm
hmm … sahi kaha aap ne … God is Gr8!!
i miss u though! and am waiting to see u soon!
Love u too!!
Rahul says:
April 29th, 2007 at 9:16 pm
Aisi achi shayari pad ke to sirf yahi kahna chahta hu ki “Choro ye mass communication ka course, poetry ko hi apna profession banao”..
Tosha says:
April 29th, 2007 at 9:25 pm
Aap ko aisa lagta hai hi hamari yeh Hobby profession ban sakta hai … jaan ki kuchi hui.. aap ka shukriya!!
Pawan says:
September 10th, 2007 at 9:24 am
Nice Msg Yaar……………………………..Bahot Accha Laga………THNX
Pawan says:
September 10th, 2007 at 9:26 am
Jist hum apna mante hain……..wahi hame dhokha de deta hai..maine bhi kisi ko apna mana tha…..jaan se pyara mana tha………….lekin vo ………………………………mughe nafrat hai……us se aur mughe PYAR se nafrat hai…………………
Tosha says:
September 23rd, 2007 at 11:14 am
Pyaar se bhala nafrat kaise ho sakti hai … dost!
yeh to insaan ki fitrat hai …. jo jee main aata hai wo kerta hai .. wo sochta hai … wohi kaheta hai.
lokhandwala says:
October 18th, 2007 at 11:30 am
pyar to pyar hai
kabhi bhi aane wala bhukhar hai
bus disprin khane ki der hai
ekdum sath chodane wala yaar hai
lokhandwala says:
October 18th, 2007 at 11:33 am
hai agar tujhe main dum to dunia ko bhula de
apne pyar ko dunia ko dekha de
warna halat ho jayegi majnu jaise
majnu ne to pathar khya tujhe jute naseb honga
love u sirf jaban se
lokhandwala says:
October 18th, 2007 at 11:34 am
pyaarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr
jhutaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
wadejhuteeeeeeeeeeeee
Tosha says:
October 18th, 2007 at 6:15 pm
Dear lokhandwala
Pyaar kabhi bhi jhutha nahi hota
yeh to pyaar kerne wali ke feethrat hoti hai ki wo khud pyaar ko kaise nibhaye. aur haan pyaar me koi zabardasti nahi hoti. yeh bhi jaruri nahi ki jisse aap pyaar vkare wo bhi aap ne pyaar kare. pyaar ko dish dena buzdili hogi.
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:06 pm
E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Mushkil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:08 pm
aanken band kar bhi hum tera deedar karte hain
aee sanam hum to sirf tum se pyar karte hain.
lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta
saans rahte,teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karta hoon
teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:09 pm
Sada khush rakhna mere khuda usko,
tere farishtay b dien dua usko.
Dien usko uski chahat se ziada,
Maange qatra to mile DARIYA usko
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:09 pm
Har khushi dil ke kareeb nahi hoti,
zindgi gum se door nahi hoti.
Sanjokar rakhna ye dosti humari,
ye dosti har kisi ko naseeb nahi hoti.
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:10 pm
Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho,
wo dua kya karu jisme asar hi na ho.
Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar,
kya pata agle pal meri umar hi na ho.
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:11 pm
Samne ho Manzil to Rasta na Modna,
Jo Mann me ho wo Khwab na Todna.
Har Kadam pe Milegi Kamyabi Aapko,
Bus Sitare Chhunney ke liye Kabhi zamin na Chhodna.
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:14 pm
Ghum me mohabbat ko bhula naa dena,
mere pyaar ko yu mita naa dena.
Deewanoon se bhi zyada karta hoon mohabbat,
gair keh ke mujhe thukra naa dena.
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:16 pm
Judai aapki rulati rahegi,
Yaad aapki aati rahegi,
Palpal jaan jati rahegi.
Jab tak hai is jism me jaan,
Har saans rishte nibhati rahegi…
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:17 pm
Kbhi sochte h ek GULAB bhej de,
Kbhi chahte h pura BAAG bhej de,
ja Rhe ho agar Aap sone ko to Dil krta h,
Apki PALKO me ek PYARA SA KHWAB bhej de..Gud Nite
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:19 pm
Teri baaten hi sunane aaye
Dost bhi dil hi dukhane aaye
Phool khilte hai to hum sochte hai
Tere aane ke zamane aaye
Ab to rone se bhi dil dukhta hai
Shayad ab hosh thikane aaye
AKHIL says:
December 4th, 2007 at 3:21 pm
Apno ne Zehar ka jaam de diya,
Gairon ne Bewafa naam de diya.
Wo jo kehte ki bhul na jana hume,
Aaj unhone hi bhari MEHFIL me ANJAAN keh diya…….
Jameel says:
June 13th, 2008 at 6:50 am
Palke utha ke nazre jhukati hai.
Zindagi meri mujhse yu sharmati hai.
Ankh milcholi jaise mohabbat uski
Kabhi chupti to kabhi nazar aati hai.
Ritu Raj says:
August 6th, 2008 at 11:51 am
sabki apni apni soch hai warna koi to jindgi se pyar karta hai,
aur ek wo hai jo jindgi gina bhi nahi chahte.
AP KYA SOCHTE HO.
Ritu Raj says:
August 6th, 2008 at 11:57 am
Tanhaiyo se gujarkar aise mod per khada hu,
bas talash hai ek pyare se dost ki jo mere jajbat samajh sake. so pls give me a direction
rajkaran says:
August 30th, 2008 at 1:03 pm
ख़ूब कहा आप ने दुनिया के रीत ही निराली है
एक तरफ़ काली गथा दूजी तरफ़ सिर्फ़ हरियाली है
कही है मीलो टपता सूखा रगिस्तान विशाल
तो कही घने जंगल के बीच भी आबादी है
Aaryan says:
September 1st, 2008 at 7:53 pm
ab talak na khul saka mere ru-b-ru hai kaun……….?
kisse mulakaatein hai or guf-t-gu hai kaun………………..?
taare hain aashmaan pe jaise jameen pe log………..
har mukhra chand sa hai magar hu-b-hu hai kaun………?
luckkii says:
October 3rd, 2008 at 11:16 am
hiiiiiiiii Aaryan
dost mukhde par na jana chahe wo chand ho……………..ya kuchh aur………….
aksar log daga kha jate………..
Anjani Lal Maurya says:
November 12th, 2008 at 10:31 am
mote mote lafz likhne se hi shayari banti hai.
zis kisi ke dil main koi raaz hai.. wo shayari likh sakta hai. !!
khamiya kam dekha karo … zindgi khud b khud suhavni lagegi.
dil se likha dil se padhi … har pankti shayari lagegi…!!
Anjani Lal Maurya says:
November 12th, 2008 at 10:37 am
tujah bin ek pal guzre mujhe achha nahi lagta
har pal dil hai siskta tum to chale gaye yub bhula kar hame
hum aj bhi dhek rahe hai rasta tumahara.(Anjani Lal Maurya Gorakhpur 9899846054)
Anjani Lal Maurya says:
November 12th, 2008 at 10:38 am
Dil Tu Kahta Hay Zamanay Say Chopaloon Tujh Ko Dil Ki Dharkan Ki Tarha Dil May Basaloon Tujh Ko Koi Ahsaas Judai Ka Na Rahnay Paey Iss Tarha Khud May Meri Jaan Samaloon Tujh Ko Tu Jo Rothay Kabhi Mujh Say Meray Dil Kay Maleek Sari Duniya Say Khafa Hokay Mana Loon Tujh Ko Jab Bhi Deikhoon Teray Charay Pay Udassi Ka Samaa Yahe Chahoon Kay Kesi Tarha Hasaloon Tujh Ko Tu Jo Thak Har Kay Lotay Tu Yehey Khuwahish Hay In Palkoon Ki Chaoon May Sulaloon Tujh Ko…
(Anjani Lal Maurya 9899846054)
Anjani Lal Maurya says:
November 12th, 2008 at 10:40 am
Dil kabhi surat-e-halaat se baher na gia Main muhabat mein bhi awqaat se baher na gia Ek tu hai k jahaan bher se hai ta’aluq tera Ek main hun ke teri zaat se baher na gia Soch koi nai teri soch se hat ker sochi Tazkira koi bhi teri baat se baher nai gia Merhala tujh se judai ka bhi aan pohncha hai Main abhi pehli mulaaqaat se baher nai gia Aao suraj ko btaty hain tamazat kia hai Chand kia jane wo to raat se baher na gia
(Anjani Lal Maurya 9899846054)
Anjani Lal Maurya says:
November 12th, 2008 at 10:41 am
huns rahay ho tum laikin soch lo faqat itna ashk k nikalnay main dair kitni lagti hai be-wafa zamanay se kia gila karain aakhir dost k badalnay main dair kitni lagti hai aaj sath chulnay pe aitraz hai tum ko sath sath chulnay main dair kitni lagti hai husn ko ye batla do be-naqab na aaye warna dil machulnay main dair kitni lagti hai log ye samajhtay hain ghurq ho raha hon main ye bata simbhulnay main dair kitni lagti hai hai judai ka lamha aankh mairi purnum hai dil magar behalnay main dair kitni lagti hai
(Anjani Lal Maurya 9899846054)
Anjani Lal Maurya says:
November 12th, 2008 at 10:42 am
Dil Tu Kahta Hay Zamanay Say Chopaloon Tujh Ko Dil Ki Dharkan Ki Tarha Dil May Basaloon Tujh Ko Koi Ahsaas Judai Ka Na Rahnay Paey Iss Tarha Khud May Meri Jaan Samaloon Tujh Ko Tu Jo Rothay Kabhi Mujh Say Meray Dil Kay Maleek Sari Duniya Say Khafa Hokay Mana Loon Tujh Ko Jab Bhi Deikhoon Teray Charay Pay Udassi Ka Samaa Yahe Chahoon Kay Kesi Tarha Hasaloon Tujh Ko Tu Jo Thak Har Kay Lotay Tu Yehey Khuwahish Hay In Palkoon Ki Chaoon May Sulaloon Tujh Ko… (Anjani Lal Maurya 9899846054)
sadiq says:
November 21st, 2008 at 12:20 pm
hamne bhi kabhi pyar kiya tha
thoda nahi besumar kiya tha
meri to zindagi hi badal gai……….jab usne kaha
are pagle maine to sirf MAZAK KIYA tha!!!!!!!!!!!!!
sadiq says:
November 21st, 2008 at 12:22 pm
Is jindagi na jane kiski talash hai.
koi nahi is dil pe par,
1 muddat se jindagi ke safar me 1 hum safar ki talash hai.
talash hai kiski pata nahi.
fir bhi uski talash hai.
vaise to roj hajaro chehre dekha karte hai hum.
fir bhi un chehro ke bich,
1 chehre ki talash hai.
kisi ne koi vada kiya tha kabhi.
aaj bhi muje us vade ki talash hai.
Lekin us vade ke bad rutthi jindagi.
aaj tak mujhe us rutthi jindagi ki talash hai.
Jane kya soch kar AANSU a gaye AANKHO par.
in LABO ko fir purani hasi ki TALaSH hai.
IS JINDAGI KO NA JANE KISKI TALASH HAI
sadiq says:
November 21st, 2008 at 12:24 pm
duniya ka sabse behtarin ehasa pyar………………but
no budy can do it…becoz???????????
who know PLS answerd me
anil says:
November 30th, 2008 at 2:48 pm
Dosti me dost dost ka khuda hota hi,
Ehsas to tab hota hi, jab ek dost doosre dost se juda ho hai.
azad bhushan tiwari says:
November 30th, 2008 at 6:15 pm
Saccha pyar na mila
Lehrome Dubte Rahe Dariya Nahi Mila,
Usse Bichhadke Phir Koi Waisa Nahi Mila,
Kuch Log Thodi Der To Ache Lage Magar
Hum Jiske Ho Sake Koi Waisa Nahi Mila
azad bhushan tiwari says:
November 30th, 2008 at 6:20 pm
Ruth Kar TuM Mujhe Bhulane Lage,
Itne Dur Hue Ki Bahut Yaad Aane Lage.
Kaise Bhula Dun Main TuMhe Ek PalMe
Jab TuMhe Pane Me Mujhe ZaMane Lage…
max patel says:
December 6th, 2008 at 4:37 am
hello nice sayri tosha muje aapki philosofy pasand aai
Tosha says:
December 6th, 2008 at 8:52 am
Thank you so much Patel. bas yahi umeed raheti hai ki kahi koi to is dil ke aawaz ko sune… koi to mujhe samjhe.
Thanx a lot buddy!
VISHAL says:
December 16th, 2008 at 4:08 pm
MASUM MOHABAAT KA ITNA FASANA NE,
KAGAJ KI HABELI HE BARIS KA JAMANA HE,
1 SAKSA KO AKHO SE 1 GEET SUNAN HE,
AWAAJ BHI JAKHMI HE OR GEET BHI GANA HE,
FIR DIL ME DARD HE AKHO ME NAMI HE ,
FIR AAG KA DARIYA HE OR DUB KE JANA HE,
US PAAR UTRNE KI UMID BOHAT KAM HE,
KASTI BHI PURANI HE OR TUFAA KO BHI ANA HE,
MAR JAU AGA ME TO USAKA BHI GAM NAHI,
DIL ME KITNA PYAR HE UNE BATANA HE,
FIR MARNE KI TAMANA IS DIL ME JAGI HE,
1 KHANJAR FIR UNKE HATHO ME THAMANA HE………………… VISHAL9993139555
VISHAL says:
December 16th, 2008 at 4:11 pm
TOSHA AAP BOHAT ACHA LIKHTI HO I LIKE U R SAYARI
Tosha says:
December 19th, 2008 at 6:17 am
Thank you so much Vishal!!
Amit says:
December 20th, 2008 at 2:28 pm
Shayari
seema says:
January 10th, 2009 at 6:05 am
Mr. AKHIL
Your All shayari is good!!!!!!! mai appko kuch kahan chahti huuuu? Plz don’t mind>>>
Sath Na Sahi Tanhai Tu Milti Hai..
Mulaqat Na Sahi Judai Tu Milti Hai..
Koun Kehta Hai Pyar Mein Kuch Nahi Milta..
Wafa Na Sahi Bewafi Tu Milti Hai..
atul says:
January 13th, 2009 at 1:23 pm
hiiiiiiiii very fin
vicky says:
January 20th, 2009 at 12:22 pm
mera sanam jo mujhse
vicky says:
January 20th, 2009 at 12:22 pm
mera sanam jo mujhse juda huwa
Pintoo says:
July 21st, 2009 at 6:06 am
Chahat hai lekin haqiqat nahi hai,
Kisi ko kisi se sachchi mohabbat nahi hai.
Jo tumhe bhula de use tum bhi bhula do,
Ise behtar koi nasihat nahi hai…. Pintoo Mumbai…..
Tosha says:
July 21st, 2009 at 4:12 pm
Thanx 4 sharing Pintoo
abhijeet says:
July 23rd, 2009 at 12:41 pm
hello! tosha how r u?
tumhare is dil main na jane kitna dard hain?
tumhe dekh ker lagta hain ki mera gum to,
kuchh bhi nahi!
Tosha says:
July 23rd, 2009 at 3:45 pm
I’m doing good Abhijeet!
Zindgi main daard mera khud ka hai
Zindgi main ruase aasun mere hai
kuch tumhe dr sakun, aur kya kahun
Zindgi ka yeh ahesas hi sabka hai
Microvoices says:
August 14th, 2009 at 10:11 am
What a fabulous Sher!
Just I liked it like –
खोया हुआ मन! बिखरे हुए लट!
आंखों की उथली गहराइयाँ और उन आंखों
में सजे हुए बड़े-बड़े सपने!
Tosha says:
August 15th, 2009 at 10:45 am
nice one Micro!! Thanx for being here and sharing your thoughts!!
santosh kumar says:
October 5th, 2009 at 5:47 am
Is jindagi na jane kiski talash hai.
koi nahi is dil pe par,
1 muddat se jindagi ke safar me 1 hum safar ki talash hai.
talash hai kiski pata nahi.
fir bhi uski talash hai.
vaise to roj hajaro chehre dekha karte hai hum.
fir bhi un chehro ke bich,
1 chehre ki talash hai.
kisi ne koi vada kiya tha kabhi.
aaj bhi muje us vade ki talash hai.
Lekin us vade ke bad rutthi jindagi.
aaj tak mujhe us rutthi jindagi ki talash hai.
Jane kya soch kar AANSU a gaye AANKHO par.
in LABO ko fir purani hasi ki TALaSH hai.
IS JINDAGI KO NA JANE KISKI TALASH HAI
Tosha says:
October 5th, 2009 at 8:28 am
Santosh ji!! Nice one
Nitin Gosh says:
October 5th, 2009 at 4:59 pm
Nice one Santosh ji!!