Gum mere

मुझसे चिपक सा गया है,
वो एक साया है
मुझे निगल रहा है
वो तो माया है
मेरी ही परछाई है
कभी जुदा होते ना देखा है
सुबहा दुगनी शाम चौगनी
सिर्फ़ दोपहेर हो सिमटता है
अंधेरे में रहेने दो मुझे
वो सिर्फ़ काली रात में लुप्त होता है
***
Mujhse chipak sa gaya hai,
Voh ek saya hai
Mujhe nigal raha hai
Voh to maya hai
Meri hi parchai hai
Kabhi juda hote na dekha hai
Subha dugni sham chaugani
Sirf dopaher ho simatta hai
Andhere mein rahene do mujhe
Voh sirf kali raat mein lupt hota hai
Related posts:
- > Kabhi aanshu-kabhi khooN..
- Tumhe door jaana hai
- >> mohabbat ka paigaam likh raha huN..( Ghazal )
- > Mujhe shayar naa bana dena..
- ~ यादे ~
- >> Mere Ajeez sher/shyari..
- >> Aaj fir Dil hai Toota…. ( Sad_poem )
- >> IshQ ka chhaya Khumaar hai.. ( Ghazal )
- n kuJane wo kyun mukar gaya..
- इश्क़ मे गुम सुम आँखें
- Sher on Judai-2
- Mohabbat mein sanam, main teri ho chali




Simply Poet says:
December 14th, 2009 at 2:33 am
wow..awesome poetry!!
do check out
http://www.simplypoet.com
World’s first multi- lingual poetry portal!!
aapke bahut sarre future fans aapki kavitayein padne ka intezaar kar rahein hai ..do login and post.