Ishq Sher Collection

This entry was posted by Tosha on Monday, 4 August, 2008 at

तेरी मोहब्बत के ही जलवे हम देख रहे है है
इस कदर मोहब्बत ए जुनून में डूब चुके है

*
मैं गर कहु की मैं जा रही हूँ
लौट के वापस नही आ रही हूँ
तो क्या करोगे तुम बतो न
क्या अंजाम होगा इस मोहब्बत का
*
इतना यकीन है मुझपे, मैं तो मार के भी जी उठुगी
प्यार मैं तेरे सनम, तेरी कसम, मैं कभी न रूठुगी
*
तेरी इस बात से मेरी आँख भर आई
तेरी मोहब्बत के मैं देती हूँ दुहाई
बेतनहा मुझसे प्यार करने वाले
तन मंन अपना करती हूँ तेरी हवाले

***

teri mohabbat ke hi jalwe hum dekh rahe hai hai
is kadar mohabbat e junoon mein doob chuke hai
*
main gar kahu ki main ja rahi hun
laut ke wapas nahi aa rahi hun
to kya karoge tum bato na
kya anjam hoga is mohabbat ka
*
itna yakeen hai mujhpe, main to mar ke bhi jee uthugi
pyaar main tere sanam, teri kasam, main kabhi na roothugi
*
teri is baat se meri ankh bhar aayi
teri mohabbat ke main deti hun duhai
betnaha mujhse pyaar karne wale
tan mann apna karti hun teri hawale

  • Share/Bookmark

Related posts:

  1. Teri bewafai
  2. Mohabbat mein sanam, main teri ho chali
  3. Teri Yaad – Collection of Sher
  4. Collection of Sher on Yaad-Judai
  5. -Errade Mere-
  6. Bas us shaksh ki kami hai
  7. Collection of Sher on Ankhen
  8. Teri Ankhen
  9. Aaye Hai Dil se Dil Milane
  10. Tujhe yaad karte hai
  11. 2 line Sher on Ishq
  12. wo pyaar mera, dildar mera

No comments yet.

Leave a comment

TopOfBlogs
Poetry, Kavita, Indian Shayari, Desi Shayari, Dard Shayari, Ishq Shayari, English Shayari, Sher o Shayari, Dosti Shayari, Inspirational, philosophical, articles, Stories, Love, Romance, SMS, txt messages Entertainment Blogs