खुदा ने अगर यह रिश्ता बनाया न होता
खुदा ने अगर यह रिश्ता बनाया न होता
प्यार करने वालो को म्लीलया न होता
ज़िंदगी में न होते रंग सुनहरे
अगर दीवानगी का सुर समा पे छाया न होता
*
khuda ne agar yeh rishta banaya na hota
pyaar karne walo ko mlilaya na hota
zindgi mein na hote rang sunhare
agar deewangi ka sur sama pe chaya na hota
No related posts.




Daman says:
June 17th, 2008 at 4:18 am
Wah wah..
But at a later stage.. sometimes.. this may also happen:
Is dil mein yeh dard na hota,
jo tune ise toda na hota.
Tum to dillagi kar ke chalte bane,
is dil ko bus ek khilona to samjha na hota.
naveen says:
June 18th, 2008 at 6:30 pm
free time hoga to sab ke aage accha reply deta dear…saitan
Tosha says:
June 20th, 2008 at 11:18 am
@ Daman : इंसान की फ़ितरत की क्या कहे
ज़माने की उलफत की क्या कहे!
मोहब्बत में मोहब्बत से जे ले
बेवफा के ज़ुल्मो की क्या कहे!!
*
Insan ki fitrat ki kya kahe
zamane ki ulfat ki kya kahe!
mohabbat mein mohabbat se je le
bewafa ke zulmo ki kya kahe!!
Tosha says:
June 20th, 2008 at 11:19 am
Naveen sahab …. aate rahiye … aap hi ki site hai
Daman says:
June 20th, 2008 at 9:55 pm
Exxxxactly !!
Tosha says:
June 20th, 2008 at 10:30 pm
seema gupta says:
July 4th, 2008 at 3:22 am
very true very true
“bus deewange, deewange……..”
seema says:
January 10th, 2009 at 5:54 am
Pyar mein meetha dard milye yeh bohat hai
Sapno ko nayi disha milye vo bohat hai
Pyar poora ho ya adhura baat yeh nahin
Pyar karne ka mauka milye vo hi bohat hai!!!!!!!!
seema says:
January 10th, 2009 at 5:55 am
Kisi Ke Haq Mein Sahi Wo Koi Dua TU Karay !!
Wo Keh Nahi sakta Meri Suna Tu Karay !!
Kabhi Bataye Wo Aa Kar Meri Khata Muj Ko !!
Mujh Se Kis Liye Rotha Hai Kuch Gila Tu Karay !!
Mein Laot Jaon Ga Wapis Apni Duniya Mein !!
Wo Shakhs Muj Se Bicharany Ka faisila Tu Karay !!