main bin dost bechara

This entry was posted by Tosha on Friday, 27 June, 2008 at

1. आज की महफ़िल दोस्तो के नाम
याद आती है उनकी सुबहो शाम
दिल तुमको याद करता है बार बार
यह ज़िंदगी की है दोस्ती के नाम

*
Aaj ki mahafil dosto ke naam
Yaad aati hai unki subaho sham
dil tumko yaad karta hai baar baar
yeh zindgi ki hai dosti ke naam

2. यह जहा है निराला
यहा आबादी अनगिनत है
मैं दोस्त बिन बेचारा
किशा मुझे सहारा
जिसका मुझे सहारा
आता नही है वो नज़र
बना दोस्त भी दुश्मन
मैं बिन दोस्त बेचारा
*
Yeh jaha hai nirala
yaha Abadi anginat hai
Main dost bin bechara
Kisha mujhe sahara
Jiska mujhe sahara
Aata nahi hai wo nazar
bana dost bhi dushman
main bin dost bechara

  • Share/Bookmark

Related posts:

  1. Collection of Sher on Dosti
  2. ए मेरे दोस्त!!
  3. YoIndia ko yaad kiya

4 Comments to main bin dost bechara

  1. Deepesh Dhakad (DD)

    Deepesh Dhakad (DD) says:

    June 29th, 2008 at 6:05 pm

    good ones on dosti !!
    mere liye likha hai kya :D

  2. Tosha

    Tosha says:

    June 29th, 2008 at 6:22 pm

    Kuch aisa hi hai :D

  3. aman

    aman says:

    November 10th, 2008 at 3:30 am

    sat sri akal tosha ke hall hai by

  4. aman 3k 9915427964

    aman 3k 9915427964 says:

    November 10th, 2008 at 3:36 am

    rab hamesa mere dosta nu khueh rakhe

    ” Zindagi nahin humein doston se pyaari,
    Doston pe haazir hai jaan hamari,
    Aankhon mein hamari aansoo hain to kya,
    Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari “

Leave a comment

TopOfBlogs
Poetry, Kavita, Indian Shayari, Desi Shayari, Dard Shayari, Ishq Shayari, English Shayari, Sher o Shayari, Dosti Shayari, Inspirational, philosophical, articles, Stories, Love, Romance, SMS, txt messages Entertainment Blogs