~ Sher on Judai ~

This entry was posted by Tosha on Wednesday, 25 April, 2007 at

दूर तो तुम हो ही कुछ और दूर सही
पास होके भी पास मे नही

याद करता है तुम्हे ये दिल बार बार
याद रखना हुमए भूल ना जाना कही

  • Share/Bookmark

Related posts:

  1. Tumhe door jaana hai
  2. तेरे बिना ह्रर रंग फ़ीखा लगता हैं
  3. मेरा सनम मुझसे जो जुदा हुआ है
  4. ~ ए! ज़िंदगी यूह ना उदास कर ~
  5. ~ इन्ही क़ब्रो में दफ़न … मेरी लाश ~
  6. Sher on Judai-2
  7. Dil ke kareeb
  8. Dard – ek dastan

46 Comments to ~ Sher on Judai ~

  1. Maddhu

    Maddhu says:

    April 25th, 2007 at 9:50 am

    क्या है ये जुदाई का आलम कैसे करे फ़ार्याद हम
    इस दर्द का क्या बयान करे ज़िंदगी को मिला एक और ग़म

  2. Maddhu

    Maddhu says:

    April 25th, 2007 at 9:57 am

    उन्हे चाहा हमे है किस्मत हमारी
    उनकी चाह को हम चाह ना सके
    हमे छाने वाले हज़ार जिसे हमने
    चाहे उसे हम कभी पा ना सके

  3. Maddhu

    Maddhu says:

    April 25th, 2007 at 10:11 am

    मैं चाहूं तो भी मुझको चैन से रहेने नही देंगे
    एक घूत ज़हेर का भी य पीने नही देंगे
    दिल पस्सिज़ जाता है जब उन्हे याद करता है
    ना आपने साथ ना आपने बिना रहेने देंगे
    (nm …may be yaad nahi :P )

  4. inderpreet

    inderpreet says:

    August 7th, 2007 at 7:29 am

    maddhu there are many wats to leave happy life & THERE are many others waiting for u

  5. AKHIL

    AKHIL says:

    December 4th, 2007 at 3:25 pm

    Akash ke taron main
    Akash ke taron main khoya hai jahan sara, lugta hai pyara ik ik tara,in taron main sub se pyara hai ik sitara, jo is waqt per raha hai sms hamara.

  6. AKHIL

    AKHIL says:

    December 4th, 2007 at 3:26 pm

    Youn hi tanhai main hum
    Youn hi tunhai main hum dil ko saza dete hain, naam likhte hain tera likh ker mita detey hain, yai soch ker rehne dia armaano ko dil main, mehman kabi gar se nikale nahi jate.

  7. AKHIL

    AKHIL says:

    December 4th, 2007 at 3:27 pm

    chand taro ka nur aap per barse
    chand taro ka nur aap per barse ; har koi aap ke chahat ko tarse ; aap ke jindagi main aaye iteni khushiya ki aap ek gum pane ko tarse

  8. AKHIL

    AKHIL says:

    December 4th, 2007 at 3:28 pm

    Aaj khushio ki koi duhai dega
    Aaj khushio ki koi duhai dega,Nikla hai chand to dikhai dega.
    Ae Mohabbat karne walo zara dekh ke Mohabbat karma ,Ek
    Aansoo bhi gira to sunai dega..

  9. AKHIL

    AKHIL says:

    December 4th, 2007 at 3:28 pm

    Nazrein mile ek zamaana ho gayaa..
    Nazrein mile ek zamaana ho gayaa….
    Aisa lagta hai apna bhi koi begaana ho gayaa….
    Wo to chale gaye humse door….
    Lekin mushkil is dil ko samjhaana ho gayaa….!!!

  10. Nikhil

    Nikhil says:

    January 17th, 2008 at 7:52 am

    Nice shayari and the comments given by the visitors are also nice. So Nice blog.
    shayari

  11. gul

    gul says:

    January 18th, 2008 at 11:24 am

    unhe chaha ye chahat ki hadh thi…
    unhe pyar kiya ye pyar ki hadh thi…
    mar gaye par khuli rahi aakhe…
    ye unke intezar ki hadh thi …gul

  12. pooja

    pooja says:

    January 18th, 2008 at 11:29 am

    raatoo koo utth utth kar jinke liye roote hai
    woo apne gulistaa mai aaraam se soote hai
    pyar ke afsane juba se nahi bayaa hote …
    ye afsane tho akhoo se kehte hai…pooja

  13. pooja

    pooja says:

    January 18th, 2008 at 11:39 am

    doosth milte hai dil ko dhukha ne ki liye
    ungiliya rakte hai ham pe uteneke liye
    kya koosur unka ki ye ek reeth chali aayi hai
    toh mate hoothi hai dunya me laaga ne keliye…pooja

  14. vikram

    vikram says:

    March 4th, 2008 at 6:56 am

    lagta hai sab ishq de maare hue hai nice saayri i want to tell you all of you only this thing

    Kon janda kisi de darda nu,
    ee duniya dhoke baaz saari,
    eess ishq da to kaam hunda dil todna,
    aaj meri te kal teri waari……..

    ham kahte hai ki agar aap pyar ko pura nahi kar sakte to payaar mat karo,,,
    par pyaar karta kon hai ye to apne aap ho jata hai…

    sab kahte hai ki pyaar ka maksad pana nahi hota hai…..

    par ye to un logo ke liye hai jo pyaar me haar gaye..

    warna to jo asiq hai unse puchoo ki unme se koi esa hai jo aapne pyaar ko pana na chahta ho……

  15. chiru

    chiru says:

    March 21st, 2008 at 4:57 am

    Tu mere paas nahi hai phir bhi,
    Teri yaad se mohabbat ki hai,
    Main tumko kis tarha bhool sakta hoon,
    Maine teri har ada se mohabbat ki hai,
    Kabhi to usne bhi mujhe yaad kiya hoga,
    Maine un lamhe se mohabbat ki hai,
    Jinme ho sirf teri or meri baatein,
    Maine un baato se mohabbat ki hai,
    Or jo mehka ho sirf teri hi mohabbat,
    maine us mehak se mohabbat ki he,
    tune jab bhi jis naam se muze pukara apne lobo se,
    maine us awaaz se mohabbat ki he,
    tune mere saath bitaya har pal aur lamha,
    maine us pal aur lamha se mohabbat ki he,
    haan maine sirf tumise mohabbat ki he………………….

  16. chiru

    chiru says:

    March 21st, 2008 at 4:58 am

    ik shakhs paas reh k bhi samjha nahi mjhe
    is baat ka malaal hai ,shikwa nahi mjhe
    mein us ko bewafaai ka ilzaam kaise doon
    us ne to ibtida say hi chaha nahi mjhe
    pathar samjh k paoon say thokar laga dia
    afsos k teri aankh ne parkha nahi mjhe
    kya kya umeedein bandh kar aaye thay samne
    usne to aankh bahr k b dekha nahi mjhe
    kab thehrna tha mjh ko har waqt us k pass
    acha hoa k us ne bhi rooka nahi mujhe

  17. chiru

    chiru says:

    March 21st, 2008 at 5:00 am

    Ik khat bheja tujhe hai..
    likhi chand baate hai..
    kya kahu tanhai ki dastan..
    akele paani me pathar feke hai..
    khat me kuch tuta hua nazar aayega..
    shayad wo apne sapne hai jo maine dekhe hai..
    choo kar dekh khat ko..
    shayad abhi bhi kagaz nam hoga..
    likhte waqt aansuon ko rok na paaya..
    shayad isse mera gum kam hoga..

  18. chiru

    chiru says:

    March 21st, 2008 at 5:01 am

    Meri hansee pe mat jaana aye dost..
    humne gham chupane ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri aahon ko tu saans mat samajh..
    humne jiye jaane ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri palkon ki hulchal ko aise mat dekh..
    humne ashq pochney ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri dhadkanon ko tu suna na kar..
    humne tera naam lene ka andaaz mehaz badal diye hein..

  19. Tosha

    Tosha says:

    March 24th, 2008 at 8:21 am

    March 24, 2008 at 8:21 am
    बहुत खूब ….!! आप सभी ने इतना अच्छा योगदान किया है, दिल को बहुत ही अच्छा लगा|
    शुक्रिया!!

    bahut khoob ….!! aap sabhi ne itna achcha yogdan kiya hai, dil ko bahut hi achha laga|
    shukriya!! :)

  20. jai.tanha

    jai.tanha says:

    April 9th, 2008 at 7:00 pm

    kya ummeed kare hum unse jin ko vafa maalum nahin
    gham dena maalum hai lekin gham ki dava maalum nahin

  21. rahul

    rahul says:

    May 19th, 2008 at 12:42 pm

    Meri hansee pe mat jaana aye dost..
    humne gham chupane ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri aahon ko tu saans mat samajh..
    humne jiye jaane ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri palkon ki hulchal ko aise mat dekh..
    humne ashq pochney ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri dhadkanon ko tu suna na kar..
    humne tera naam lene ka andaaz mehaz badal diye hein..

  22. surendra yadav

    surendra yadav says:

    August 6th, 2008 at 7:28 pm

    kash hathon ki lakeere khich pate hum
    to aoni takdir likh jate hum
    mumkin hota agar aisa to
    apne hisse ki sari khushiyan tere naam likh jae hum

  23. ASHIMA SINGH

    ASHIMA SINGH says:

    August 10th, 2008 at 4:01 pm

    khubsoorat hain wo lub

    jo pyari batein kertey hain

    khubsoorat hai wo muskurahat

    jo dosaroon ke chehroon per bhimuskan saja de

    khubsoorat hai wo dil

    jo kisi ke dard ko samjhey

    jo kisi ke dard mein tarpey

    khubsoorat hain wo jazbat

    jo kisi ka ehsaas karein

    khubsoorat hai wo ehsaas

    jo kisi ke dard ka madawa baney

    khubsoorat hain wo batein

    jo kisi ka dil na dukhaein

    khubsoorat hain wo ankhein

    jin mein pakezgi ho

    sharm o haya ho

    khubsoorat hain wo ansoo

    jo kisi ke dard ko

    mehsoos kerke beh jaein

    khubsoorat hain wo Hath

    jo kisi ko mushkil

    waqat mein tham lein

    khubsoorat hain wo qadam

    jo kisi ki madad ke liye

    aagey berhein !!!!!

    khubsoorat hai wo sooch

    jo kisi ke liye acha soochey

    khubsoorat hai wo insan

    jis ko UPARWALE ne ye

    khubsoorati ata ki.

  24. ashok deshmane

    ashok deshmane says:

    August 23rd, 2008 at 5:27 am

    ……………………………………………

  25. ansari muntazim

    ansari muntazim says:

    August 23rd, 2008 at 10:09 am

    palko ka tere khwaab hu tujh ko pata nahi
    nazro ka yeh fareb hai teri khata nahi

    nazre chura ke aise chup chap chal diye
    jaise bahaare darmiya kuch bhi hua nahi

  26. ansari muntazim

    ansari muntazim says:

    August 23rd, 2008 at 10:18 am

    bahot tadbeer ki lekin nikalti hi nahi DIL se
    bahot tadbeer ki lekin nikalti hi nahi DIL se

    teri chaahat badi parda nasheen maaloom hoti hai

  27. Aaryan

    Aaryan says:

    September 1st, 2008 at 8:14 pm

    kya kahein is khel ko jo tune mere saath khele hain……….
    tujhe khus dekhne k liye har sitam humne jhele hain………………….!
    kabhi paa hi nahin saka tumhe to aaj judaai kaisi………….
    hum akele v tanha the or aaj tanha v akele hain………………………..!

  28. virendra sharma ratlam

    virendra sharma ratlam says:

    September 21st, 2008 at 1:37 pm

    Meri hansee pe mat jaana aye dost..
    humne gham chupane ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri aahon ko tu saans mat samajh..
    humne jiye jaane ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri palkon ki hulchal ko aise mat dekh..
    humne ashq pochney ke andaaz mehaz badal diye hein..
    Meri dhadkanon ko tu suna na kar..
    humne tera naam lene ka andaaz mehaz badal diye hein..

  29. Govind mahalangikar

    Govind mahalangikar says:

    September 22nd, 2008 at 8:25 am

    DiL Ne To Un Ki HaR BaaT Ko ApNe SeeNe Se LaGa LiYa

    PaR UnHo Ne ZaRa Si BaaT PaR MuJhe NaZaRoN Se GiRa DiYa

    ShaYaD Un Ko Yeh MaLooM Hi Nahi Ke HaM AiS SahaR Se JaNe WaLe HaiN

    YaaD KaR Ke BuLaYenGe BaaR BaaR PaR HaM LaUt Ke Na AaNe WaLe HaiN…………….

  30. Govind mahalangikar

    Govind mahalangikar says:

    September 22nd, 2008 at 8:32 am

    na saathi na hamsafar hai koi
    na kisike hum na hamara hai koi
    pae aapko dekh ke keh sakte hai
    ek pyara sa dost bhi hai koi

  31. rohit

    rohit says:

    October 18th, 2008 at 4:41 pm

    I LOVE SHIYARI

  32. Sanjay Singh

    Sanjay Singh says:

    January 5th, 2009 at 11:01 am

    life mein hai KHABI KUSHI KHABI GHAM, toh DIL KYA KARE, mere paas ek request hai ki aap KUSHI se jiyo zindagi kya pata KAL HO NA HO, lekin HUM AAP KE HAIN KAUN jo aap se request kare, toh issi liye hum aap se puchte hai ki kya aap MUJHSE DOSTI/SHAADI KAROGI, agar aap dost bana pasand karogi toh issi baat pe DE TAALI, agar aap mujhse shaadi karna chaathi ho toh RAB NE BANA DI JODI, JODI NO.1. HUM TUM mile the ITTEFAAQ se, aur tumhe dekhte hi mere dil mein ek sawaal utha, ki KYA YEH HI PYAR HAI, lekin mere kuch kahene se pahele aapne alvida kahe diya, toh maine kaha KHABI ALVIDA NA KAHENA, lekin aap ne jo kahe diya hai, toh kahin YEH AAKHRI ALVIDA NA HO…

  33. Tosha

    Tosha says:

    January 5th, 2009 at 2:14 pm

    Thank you so much everyone..!! Thanx for sharing your thoghts and shayari!!

  34. Sanjay Singh

    Sanjay Singh says:

    January 9th, 2009 at 9:00 am

    meri pyari bahena, jahan bhi tu rahena, sukh se hi rahena, yeh dua hai mera, hamesha kush hi rahena, dukh se door hi rahena, meri pyari bahena, mere to anek hai bahena, par tu hai woh ek jo lage sab se khaas aur pyara, jo hai meri sab se pyari bahena woh ho tum, teri ek nahi, par anek hai bhai, kahin mujhe aap bhool na jaana, meri pyari bahena.

  35. Sanjay Singh

    Sanjay Singh says:

    January 9th, 2009 at 11:12 pm

    meri pyari bahena, jahan bhi tu rahena, sukh se hi rahena, yeh dua hai mera, hamesha kush hi rahena, dukh se door hi rahena, meri pyari bahena, mere to anek hai bahena, par tu hai woh ek jo lage sab se khaas aur pyara, jo hai meri sab se pyari bahena woh ho tum, teri ek nahi, par anek hai bhai, kahin mujhe aap bhoola na dena, meri pyari bahena.

  36. Sanjay Singh

    Sanjay Singh says:

    January 9th, 2009 at 11:19 pm

    jab jab aap se milne ki umeed nazar aayi, mere paaon mein zanjeer nazar aayi, gir pare aansoon aankhon se aur, har ek aansoon mein aap ki tasveer nazar aayi, meri pyari bahena.

  37. Sanjay Singh

    Sanjay Singh says:

    January 9th, 2009 at 11:21 pm

    chaho toh dil se mujhko mita dena, chaho toh mujhko bhoola dena, par yeh vaadha karo ki khabi mere yaad aaye toh rona mat, sirf muskura dena… meri pyari bahena

  38. Sanjay Singh

    Sanjay Singh says:

    January 9th, 2009 at 11:23 pm

    phool juda hai kanton se, kushboo se nahin. Hum juda hai aap se magar dil se nahi. i miss you so much meri pyari bahena…

  39. umair

    umair says:

    January 20th, 2009 at 10:49 am

    roothne ki adaa hum ko bhi aati hai magar FARAZ
    kaash hota koi hum ko bhi manane wala…………..

  40. dinesh_nature

    dinesh_nature says:

    July 20th, 2009 at 3:59 am

    mohabbat me humne kya kuch nahi luta diya, mohabbat me humne kya kuch nahi luta diya, unhe pasand thi roshani aur humne khud ko jala diya…….

  41. Tosha

    Tosha says:

    July 20th, 2009 at 10:53 am

    :p Nice!! jale hue ashiq

  42. Anutosha Wishard says:

    August 31st, 2009 at 4:40 pm

    Nice sher!

  43. DHARMENDRA KUMAR PASWAN

    DHARMENDRA KUMAR PASWAN says:

    November 18th, 2009 at 10:16 am

    Log to isque karnewale ko Laila-Majnu,Hir-Ranjha aur Siri-Farad kahte hai,par
    Yaa Khuda tune mere Isque me kounsi kami paai,ki
    Log hame Hindu,Unhe Musalman kahte hai.

  44. Tosha

    Tosha says:

    November 22nd, 2009 at 9:44 am

    I know …. :(

    Mohabbat hai to aashik aazad hai,
    dil mein wafa aur ek fariyaad hai,
    ya khuda jo minaya tune, na ho yeh dil juda
    yeh meri mohabbat hai, yeh mere jazbaat hai||

  45. sameer khan

    sameer khan says:

    December 19th, 2009 at 7:53 am

    teri har aahat per apni zindagi kurbaan karte hai . apne davan ki har khushi aap ke naam karte hai .chin se sone wale kabhi dekhna mughe mere har aanshu aap se milne ki faryaad karte hai.
    sameer khan 9892608256

  46. sameer khan

    sameer khan says:

    December 19th, 2009 at 7:59 am

    ruth kar meri zindagi se jane wale mughe tughsae koi sikayaat nahi .mai chahoon to ro ro kar ashkon se darya bar dun per mughe rone ki aadat nahi
    sameer khan 9892608256

Leave a comment

TopOfBlogs
Poetry, Kavita, Indian Shayari, Desi Shayari, Dard Shayari, Ishq Shayari, English Shayari, Sher o Shayari, Dosti Shayari, Inspirational, philosophical, articles, Stories, Love, Romance, SMS, txt messages Entertainment Blogs