Posts Tagged kavita

Jisse hum ne chaha

Posted by Anita Das on Thursday, 29 October, 2009

411258341_65d2624b5f
ज़िंदगी है, है तकदीर हमारी, दीवानी है,
है थोड़ी निराली, क्या शिखवा हम करे|
जिसने चाहा हम को उससे चाहा न सके, Read the rest of this entry »

Tujhe yaad karte hai

Posted by Anita Das on Sunday, 18 October, 2009

Miss_You

क्या तुझे मेरी याद न आई?
पल को भी कोई बात न सताई?
की कोई दूर याद करता होगा
हाए! यह कैसी रुसवाई Read the rest of this entry »

Tumhare Bina

Posted by Anita Das on Tuesday, 13 October, 2009

ocampo_hos

अब न सह सकूँगी, जी करता है जान दे दूं
शिकायत का यह सिलसिला तामान कर दूं|
अब कहा तुम याद करोगे, तुम परवाने हो चले
अधूरी हूँ बिन तुम्हारे, तुम्हारे नाम ज़िंदगी नीलम कर दूं||

***

Ab na sah sakungi, ji karta hai jaan de dun
Shikayat ka yeh silsila tamam kar dun|
Ab kaha tum yaad karoge, tum parwane ho chale
Adhuri hun bin tumhare, tumhare naam zindgi nilam kar dun||

>> Mere Ajeez sher/shyari..

Posted by OMi on Wednesday, 7 October, 2009

ek_hasheen_khawab

1.

thahar gaya tha koi waQt ki nishani ban ke
woh bhi beh
gaya aaj aakhooN ka pani ban ke

ek umar se sambhala tha humne jo dariya
baha le
gaya woh use ek raat tufaani ban ke…..

—————————————– Read the rest of this entry »

> uske kuch nishaaN aaj bhi haiN..

Posted by OMi on Wednesday, 7 October, 2009

burning-house

uss bewafa ishQ ke baaki kuch bayaaN aaj bhi haiN
mere dil par baaki uske kuch nishaaN aaj bhi haiN

bhool baithe haiN joh jakar hume begaNo ki duniya
kambkhat kyu aatki us meiN meri jaaN aaj bhi haiN

jala gaye the wo mere sapnoo ka jo haseeN ashiyaaN
mauzud nishaan us khandar-e-jahaN ka aaj bhi haiN Read the rest of this entry »

> Teri aankhooN meiN…

Posted by OMi on Saturday, 3 October, 2009
jaaN..

jaaN..

Dekhe haiN hazaroo mehfiL,
par yeh fiZa kuch aur haiN.
Dekhe haiN hazaroo jalwe,
par teri ada kuch aur haiN.
Yuh too bahut dekhi haiN
gehrai samuNdar ki maiNe
Par teri aankhooN meiN…
dubne ka maza hi kuch aur haiN.

.

OMi

> Beti praya dhan,kal kisi aur ke ghar jai

Posted by OMi on Saturday, 3 October, 2009

dulhan

dulhan

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Beti praya dhan,kal kisi aur ke ghar jai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yeh duniyaa ki reet Sada se chali hai aai..

Beti praya dhan, kal kisi aur ke ghar jai..

. Read the rest of this entry »

Har riste aaj haath se mere fisal gaye..

Posted by OMi on Saturday, 3 October, 2009
breakup

breakup

Har riste aaj haath se mere fisal gaye..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Har riste aaj haath se mere fisal gaye
chand lamho meiN vo kistarah badal gaye

ashQ ban ke chalkta tha jo aankhoN meiN
aaj palak jhapakate vo bhi nikal gaye Read the rest of this entry »

TopOfBlogs
Poetry, Kavita, Indian Shayari, Desi Shayari, Dard Shayari, Ishq Shayari, English Shayari, Sher o Shayari, Dosti Shayari, Inspirational, philosophical, articles, Stories, Love, Romance, SMS, txt messages Entertainment Blogs