… ~~~ Tum ho, Hum ho~~~ …

This entry was posted by Tosha on Friday, 18 July, 2008 at

दिल करता है आज बस तुम हो हम हो
इस नगरी में मोहब्बत की, न हो कोई दूजा

मेरे दिल में आहेसस सिर्फ़ तुम हो
ऐतबार तुम मेरा, तुम हो मेरी पूजा

इश्क़ है जुनून है और है गुदगुदाता समा
तुम हुए हमारे यह जान के मौसम हसा

आयो आब तुम बाहों में आजओ
इस प्यार के न मिले कभी सज़ा

****

Dil karta hai aaj bas tum ho hum ho
is nagri mein mohabbat ki, na ho koi duja

mere dil mein ahesas sirf tum ho
aitbar tum mera, tum ho meri pooja

ishq hai junoon hai aur hai gudgudata sama
tum hue hamare yeh jaan ke mausam hasa

aayo aab tum bahon mein aajao
is pyaar ke na mile kabhi saza

Related posts:

  1. Mohabbate – sher Collection
  2. Dil ki Baat … Dil se.!! [NM]
  3. Mohabbat mein sanam, main teri ho chali

No comments yet.

Leave a comment

TopOfBlogs
Poetry, Kavita, Indian Shayari, Desi Shayari, Dard Shayari, Ishq Shayari, English Shayari, Sher o Shayari, Dosti Shayari, Inspirational, philosophical, articles, Stories, Love, Romance, SMS, txt messages Entertainment Blogs